आप पत्रकार हैं तो बच्चों के हक में अपनी भूमिका को निभाएं। इस ब्लॉग के सदस्य बनें। फिर इस प्रकार की रपटों के संकलन में भागीदार बनें जो सकारात्मक रास्ते पर ले जाती हों। आपके पास कोई सुझाव हो तो उसे भी बताएं। ब्लॉग की सदस्यता लें। हमारा ईमेल पता है
media4child@gmail.com
media4child@gmail.com
sabse pahale to humlogo ko apni hni ghar se suruat karni hogi prayah dekha jata hai ki hum sab jis jagha par rahate hai wahi dusit hai bachho ke liye bade bade vade karne wale log apne hni ghar mai use nakur bana kar rakhtae hai aaj koi bhi place nahi bacha hai janha par bal majduri na ho raha hai dusra pahalu yah bhai hai ki agar bachho ko sahi disha dekhyane to sahi hai par unke mata - pita ka kahna hai ki humlog garib parivar ke hai yasi mai mera bachha do paisa kama leyta hai to esme kami kaya hai ab sabal yah uthta hai ki bachoo se pahale unke mata - pita ko rojgar dena hoga unko sahi disha dikahana hoga ki aap ke bachhe aapke bhavisya hai enhe padhana sikihit karna aapka dharm hai tab jakar kuchh sarthak kadam me pryash hoga ab baat yah hai ki enke mata-pita ko rojgar kaise diya jay yah samaj ke sabhi logo ka dhram hona chiye chye wo neta ho , adhikari ho ya bade punjipati yah sabhi logo ka dharm hai ki enhe kasi sahi disha den.
ReplyDeletegood idea hai ham aap ka sahat hai
ReplyDeletemurar kandari
mo.no. 9250775420